Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ab Mai haar chuka hu dar dar ki dhokre mai khaa ch

Ab Mai haar chuka hu dar dar ki dhokre mai khaa chuka hu,
jo ek tha sahara unke dil se nikaala jaa chuka hun Ab mai haar chuka hun,
Jo khushi thi wo ab Gum ki wajah hai jiska rozz deedar karte the,
uski aaj ek jalak ke liye taraste hai jaane bass akela sa hota jaa rha hun,
Ab mai haar chuka hun,
Jo meri khushi ke liye kuch bhi kar gujar sakte the aaj bhaad mai jaa bolte hai jiski muskaan ke liye jaane kya kya kiya wo uss muskaan ki keemat lagate hai issiliye ab ye gum bhi mai sahta jaa raha hu,
bass yrr Ab mai haar chuka hun.
#@Dheeraj singh haar chuka hu