Nojoto: Largest Storytelling Platform

kuch khubsurat lamhe tyauhaar k jse ki Eid.. #nojo

kuch khubsurat lamhe tyauhaar k jse ki Eid.. #nojoto  #Eid #tauhaar #spreadlove Ye hai kahani ankahi aur ansuni jo har saal eid per ya ksi bhi festival pr gaur krne layaq hai, haan toh kuch yuh hua,Ek kahani meri bhi kuch is tarah hai, hum log eid-ul-fitr ki namaaz ata krke laut rahe thy, aur silsila shuru hua sbse galey milne aur salaam-dua krna aur sbke ghar jakr kheer aur siwai khana , isy waqt k dauran hum dost bahar khhadhay hue thy aur ek dost ka intezar kr rha thy ,toh uske aane k baad us dost ne hum sbse salaam-dua ki aur galey lga aur phir wo ek shop me gaya jo ki wahi qareeb thi... Jisme ek ladhka jsy sb chhotu kehtey thy,jo wahan kaam krta tha uske paas gya , usy mere dost ne kch lamhey guftgoo ki aur uske baad usy galey lga wo lamha mujhe kuch dil kuch yuh Chhu gaya.. jiske waje se mai khud wahan khhadha namm aankho se uski side dekha aur us chhotu k paas gya kiska log naam bhi nahi jantey thy ,mai wahan gya aur us chhotu se uska naam puccha aur phir usy galey laga aur usy eid mubarak kahan aur niyota dya k wo bhi hamarey sath kuch lamhe guzare . Usk chehre jo khushi thi usy dekhkr me baagh baagh ho gya aur khushi beshumar badh gayi ... 
Bs isy ka naam eid-ul-fitr hai ya ye yahi sb hm har festival pr karey aur khushiya phhelaye ..
Hm log apne qareebi, apne dost apne aas paas k logo se khushiya share krtey hai aur eid mubarak kehtey hai ,unka sb logo kya jo eid k time me bhi apne ghr k liye aur gareebi ki wje se har waqt kaam kartey hai aur hm unse kuch waqt nikaalkr khushi share nhi kr skte ...Share ur love and wishes among those servants ...

Shukriya

kuch khubsurat lamhe tyauhaar k jse ki Eid.. #Nojoto #Eid #tauhaar #Spreadlove Ye hai kahani ankahi aur ansuni jo har saal eid per ya ksi bhi festival pr gaur krne layaq hai, haan toh kuch yuh hua,Ek kahani meri bhi kuch is tarah hai, hum log eid-ul-fitr ki namaaz ata krke laut rahe thy, aur silsila shuru hua sbse galey milne aur salaam-dua krna aur sbke ghar jakr kheer aur siwai khana , isy waqt k dauran hum dost bahar khhadhay hue thy aur ek dost ka intezar kr rha thy ,toh uske aane k baad us dost ne hum sbse salaam-dua ki aur galey lga aur phir wo ek shop me gaya jo ki wahi qareeb thi... Jisme ek ladhka jsy sb chhotu kehtey thy,jo wahan kaam krta tha uske paas gya , usy mere dost ne kch lamhey guftgoo ki aur uske baad usy galey lga wo lamha mujhe kuch dil kuch yuh Chhu gaya.. jiske waje se mai khud wahan khhadha namm aankho se uski side dekha aur us chhotu k paas gya kiska log naam bhi nahi jantey thy ,mai wahan gya aur us chhotu se uska naam puccha aur phir usy galey laga aur usy eid mubarak kahan aur niyota dya k wo bhi hamarey sath kuch lamhe guzare . Usk chehre jo khushi thi usy dekhkr me baagh baagh ho gya aur khushi beshumar badh gayi ... Bs isy ka naam eid-ul-fitr hai ya ye yahi sb hm har festival pr karey aur khushiya phhelaye .. Hm log apne qareebi, apne dost apne aas paas k logo se khushiya share krtey hai aur eid mubarak kehtey hai ,unka sb logo kya jo eid k time me bhi apne ghr k liye aur gareebi ki wje se har waqt kaam kartey hai aur hm unse kuch waqt nikaalkr khushi share nhi kr skte ...Share ur love and wishes among those servants ... Shukriya

Views