Jaisa ab ho raha hai waisa hota na tha Use kbhi yaad na aunga Socha na tha Uski yadon me shadeed mashroof ho kr Bhari mehfil me Kho jaunga Socha na tha Ye ilm tha ke akele rehna padega magr is kader tanha ho jaunga Socha na tha Muskurate hue bichar gya tha usse jab Wo pal yad karke ro dunga Socha na tha Jaisa ab ho raha hai waisa hota na tha Use kbhi yaad na aunga Socha na tha #love #shayari #yaadein #yqbaba #yqdidi #yqbhaijan