Nojoto: Largest Storytelling Platform

Gunhagar koi Bhi ho Basharte tabahi Insaan ki Barb

Gunhagar koi Bhi ho Basharte
tabahi Insaan ki Barbaadi Hai.
Tum jalaao Bastiya sabar ki 
Yaha har Jagaha Badhti Aabaadi hai.
Tumhe us watan se Pyaar Nahi tum 
jiski Kokh Mai palte ho.
Mazhab ko Aage Rakhkar
kyo duniya ki Nazar Mai khalte ho.
Tum Jalaate ho Rulaate ho 
Tum Fasaate ho satate ho 
Mehaz kapdo ki sinaakhat se.
Insaniyat ki Shakal kya hai ise
kis  Nafs se Janoge
Jab khud ki Haalat Nazuk 
hogi us din Insaniyat ko  
pehchanoge.

Al-veera zindagi #Delhi_Riots Gunhagar koi Bhi ho Basharte
tabahi Insaan ki Barbaadi Hai.
Tum jalaao Bastiya sabar ki 
Yaha har Jagaha Badhti Aabaadi hai.
Tumhe us watan se Pyaar Nahi tum 
jiski Kokh Mai palte ho.
Mazhab ko Aage Rakhkar
kyo duniya ki Nazar Mai khalte ho.
Gunhagar koi Bhi ho Basharte
tabahi Insaan ki Barbaadi Hai.
Tum jalaao Bastiya sabar ki 
Yaha har Jagaha Badhti Aabaadi hai.
Tumhe us watan se Pyaar Nahi tum 
jiski Kokh Mai palte ho.
Mazhab ko Aage Rakhkar
kyo duniya ki Nazar Mai khalte ho.
Tum Jalaate ho Rulaate ho 
Tum Fasaate ho satate ho 
Mehaz kapdo ki sinaakhat se.
Insaniyat ki Shakal kya hai ise
kis  Nafs se Janoge
Jab khud ki Haalat Nazuk 
hogi us din Insaniyat ko  
pehchanoge.

Al-veera zindagi #Delhi_Riots Gunhagar koi Bhi ho Basharte
tabahi Insaan ki Barbaadi Hai.
Tum jalaao Bastiya sabar ki 
Yaha har Jagaha Badhti Aabaadi hai.
Tumhe us watan se Pyaar Nahi tum 
jiski Kokh Mai palte ho.
Mazhab ko Aage Rakhkar
kyo duniya ki Nazar Mai khalte ho.