tere jane ka ghum aur na aane ka ghum phir zamane ka ghum dil kya kare ..... raah dekhe nazar raat bhar jagkar par teri khabar to na mile bahut....... irade phir se jane ke nahi lana tumhi aana Meri dehliz se hokar, baharein jab guzarti hain yaha kya dhoop kya sawan, hawayein bhi barasti hain hume pucho kya hota hai bina dil k jiye jana bahut ..... koi to raah wo hogi jo mere ghar ko aati hai karo picha sadaon ka suno kya kehna chahti hai tu. aaoge mujhe milne khabar ye bhi tumhi lana