Mujhe ahsas hai k mai Badal gayi hun thori . Ab kayse bataun k ye asrat jo hain wo halat k hain. Na chahte huye v badalna par raha hai . Khud ko hi khud se sambhalna pr raha hai. Aur ye jo wakhat hai wo to bahut nazuk hai na . Bilkul resham ki dor aur hamare rishte ki tarah... Bs esi liye mujhe sambhlna par raha hai.. Mujhe thora thora kar badalna par raha hai ©Shaheen Fatima #changing