Nojoto: Largest Storytelling Platform

Achaaa, suno na..... Kuch sawaal hai aapse..... K

Achaaa, suno na.....
Kuch sawaal hai aapse.....
 Kya aap mujhe aise hi pyaar karte rahenge ?
Kya aap mere se naraz hone ke bawajood har baar gale lagayenge ??
Kya mujhe dum sharads me aapke team me hone ka mauka milega yeh jaante hue ki main ache se acting nahi kar sakti ???
Kya aap humare har janmdin pe ek ped lagayenge saath me ????
Kya aap Mujhe aapko goa ghumane ki zimmedari sopoge, jaante hue ki main panda ki tarah so jaaya karto hun ?????
Kya aap mere haath ka bana maggie khakar bologe ki achi bani hai ???????
Kya aap mere saath baarish me bheegne ka mazaa loge ?????
Aur baarish ke baad, geele sadak par, nange paun walk par chaloge ???????

prita5788295119525

Prita

New Creator