Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumhare haantho ko thaam kar dur tak jana thaa Har

Tumhare haantho ko thaam kar dur tak jana thaa
Har kadam pr tumhara sath nibhana thaa
Har khwaabo ko haqikat banana thaa
Ek rishte ko tumhara naam dena thaa
Ekdusre ke dard khushi ko sath bitana thaa
Tere sath adhure rishte ko pyaar se pura banana thaa
Ye waqt ne kaisi karwat li 
Ab ek baat ko v tarasna pdega 
Ek dusre se dur jana pdega 
Socha to thaa itne drd me v muskurana thaa
Socha to tha har gam chhupana thaa..
Socha to thaa... सोचा तो था...
#सोचातोथा #collab #yqdidi  #YourQuoteAndMine
Collaborating with YourQuote Didi

nehapathak7952

Neha Pathak

New Creator