Tumhare haantho ko thaam kar dur tak jana thaa Har kadam pr tumhara sath nibhana thaa Har khwaabo ko haqikat banana thaa Ek rishte ko tumhara naam dena thaa Ekdusre ke dard khushi ko sath bitana thaa Tere sath adhure rishte ko pyaar se pura banana thaa Ye waqt ne kaisi karwat li Ab ek baat ko v tarasna pdega Ek dusre se dur jana pdega Socha to thaa itne drd me v muskurana thaa Socha to tha har gam chhupana thaa.. Socha to thaa... सोचा तो था... #सोचातोथा #collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi