Dedicated to All Loco Pilots Chalna Mera kaam h Khushiyaan Baatna Mera Kaam h Musaafiron ko Puchana Mera Kaam h Dhoop, Baarish, Aandhi, Thanda Sabhi Mausam mein Yaatri Ko Pahuchana mera Kaam h Desh ki Economy ko Sajana Humara Kaam h Raat bher Ullu ki tarah Jaagna Humara Kaam h Bin Manjil ka Safar karna humara Kaam h Main Loco Pilot hoon Aur Desh ki Gaadi Chalana Mera kaam h Vaande Maataram Apurva Shankar #ApurvaShankar #In #Instagram #Love #writer #raindrops