Ishq nakaam hua toh kya hua dil zinda toh hai, Murda ho gaya insan ishq me kya hua insaniyat zinda toh hai. Kha kha kar jhooti qasamein sath nibhane ka vada wo, Ishq uska jhoota hua toh kya hua yaqeen mera zinda toh hai. #NojotoQuote ishq nakaam hua toh kya hua.... #ishq #yaqeen #nakaami #insaniyat #lonely #nojotourdu #nojotohindi