Samjh nhi aata Tujhe Mujhse hi pyar kyun hai Mein nhi karta fir bhi Tujhe Mujh par Aitvaar kyun hai Tujhe maalum hai mein nhi ho sakta kbhi tera Phir bhi har mod par Tujhe mera hi Intezar kyun hai.... samajh nhi aata