Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har taraf bhid hai bahut shor hai Kaha jau jo apn

Har taraf bhid hai bahut shor hai 
Kaha jau jo apne khud ki awaz sun saku 
Keyu k bhitar b macha bada shor hai 
Bas sun nahi pa rahi keyu k bahar k shor 
Se dab sa gaya andar ka shor hai

©arti Saxena
  #shor