Dil dukhta hai mera bhi yaar tumne toh pathar samaj leya maine ek baar maaf kya kiya har waqt dil dukhane ka haq samj leya