Nojoto: Largest Storytelling Platform

ishq karna bedaro ka kaam nahi ishq me nasamjhi di

ishq karna bedaro ka kaam nahi ishq me nasamjhi dikhani padti hai
waqt be waqt ruthi hui mashuqa badi masumiyat se manani padti hai
baat dosti tak simit rakhi unhone fir b hame apni mohabbat jatani padti hai
ashraf kahte the log hame log hame pyar me unke nasha karne lage intzar karte karte sabse ye baat hame chipani padti hai
maa puchti toh hai koi taklif hai kya kyu itna udas rahta h aaj kal beta ab toh maa se b jhuti baten banani padti h
rah chalte chalte aaj b wahi khade hote h dost sare lekin badi mushkil se dosto se bhi najre churani padti h
tallin ho jata hu unki khubsurat tasivro me achanak koi awaz de toh gusse me wo tasvire samne se hatani padti hain 
dard deti h jo hasin yaden  lapet kar chadar me dafnani padti hain
tut ta hu jab jab wafa karke bhi tab rokar khud he dil ko kuch baten tafshil se samjhani padti hain
ehsaas hota h kistiya mohabbat ki bhayankar toofan me bhi majhdar se sahil tak lani padti hain
masroof hai woh aajkal jane kaha khusiyo ki mahfil me ghamo ke samundar me kasti yaha hame bar bar sambhalni padti hai
kahi dhudli na pad jaye tasvire unki badi hifajat se nahlani padti hain
bhool na jau kahi koi hasin pal yaad rakhne koi jor ajmaish lagani padti hai
unke ishq ki khatir kai dafa jamane se muh ki khani padti hai
suna h ishq ke tajubekaro se sacchi mohabbat karta nahi koi dil me mohabbat jagani padti h
sirf yahi sochkar himmat nahi tuti meri sacche ashiqo ko ye sari baten gam me b bhulani padti hain
b
bedam nazmkar ayush kumar gautam baat dosti tak simit rakhi unhone ye jankar bhi hame apni mohabbat jatani padti hai