Nojoto: Largest Storytelling Platform

♥️ YAADEIN ♥️ Yaad aati hai vo purani yadein jo tu

♥️ YAADEIN ♥️
Yaad aati hai vo purani yadein jo tumse judi hai,
Yaad aate hai vo pal pal-pal jinme hum sath the,
Yaad aati hai wo rat bhar chalne wali lambisi baatein jo sirf hamare darmiya thi.
Yaad aate hai wo purane adhurese wade jinhe pura karne ka wada tumne humse kiya tha.
Yaad ata hai wo adhurasa safar jo humne sath tey kiya tha...
Aur wo batein wadein aur safar adhura hi reh gya kisi kitab ki adhuri kahani ki tarah...
Ab wo tumhari yadein, batein aur wadein hi hai mere jine ki wajah...mere hone ki wajah!!!
                                            By @r_u_h_patel_♥️

©Ruh First Poem Of Mine ♥️🤗
#Light

patelruchita9762

Ruh

New Creator