Nojoto: Largest Storytelling Platform

chote se the jab unko unki jaat ke liye thukraya g

chote se the jab unko unki
jaat ke liye thukraya gya
soch me the ki kyu
unhe wo samman nahi diya gya
jante the wo galat ko sahi karna
lekin haath bandhe the unke logo ki dhrishti se
sabki padhai unhone akele karne ki thani thi
jab sach ka saath diya
kitabe unki logo ne phadi thi
bharosha tha unke maa baap ka unpar
beta hi logo ko sahi dikhaye ga
jo ladka logo ko chup hoke sehta tha
ek din bina logo ke saath ke
unse pura itihaas badal dala
sabko ek saman ka haak diya
wo kehlaya bhim rao ambedkar
jisne humara samvidhan likha
    -rhea tribute to bhim Rao ambedkar
chote se the jab unko unki
jaat ke liye thukraya gya
soch me the ki kyu
unhe wo samman nahi diya gya
jante the wo galat ko sahi karna
lekin haath bandhe the unke logo ki dhrishti se
sabki padhai unhone akele karne ki thani thi
jab sach ka saath diya
kitabe unki logo ne phadi thi
bharosha tha unke maa baap ka unpar
beta hi logo ko sahi dikhaye ga
jo ladka logo ko chup hoke sehta tha
ek din bina logo ke saath ke
unse pura itihaas badal dala
sabko ek saman ka haak diya
wo kehlaya bhim rao ambedkar
jisne humara samvidhan likha
    -rhea tribute to bhim Rao ambedkar

tribute to bhim Rao ambedkar