Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh daan dharm paap punya sab moh maya hai. Yeh s

 Yeh daan dharm paap punya sab moh maya hai. 
Yeh sab jo bhi chije hai unhe humne or hum jaise insaano ne banaya hai.
Mai toh yeh sochta hu kya socha hoga bolne wale ne uss waqt jab isne insaan ki tulna(comparison) paiso se kar di thi.
Mai toh bas yeh soch ke baitha reh gaya ki zindagi paise mai hai ya insaan mai?
Toh paiso ne insaan ko banaya ya insaan ne paise ko to tulna(comparison) bhi tulanatmak chijo se karni chaiye ya inn jaise kaise bhi kisi bhi chij se kar deni chaiye. 
Iss baat se ek hi chij samajh aati hai ki agyani voh nahi hota jo gyan ka ga tak na janta ho agyani voh hota hai jo har chij ko jaan ke bhi har chij se anjaan hota hai.

Yeh daan dharm paap punya sab moh maya hai. Yeh sab jo bhi chije hai unhe humne or hum jaise insaano ne banaya hai. Mai toh yeh sochta hu kya socha hoga bolne wale ne uss waqt jab isne insaan ki tulna(comparison) paiso se kar di thi. Mai toh bas yeh soch ke baitha reh gaya ki zindagi paise mai hai ya insaan mai? Toh paiso ne insaan ko banaya ya insaan ne paise ko to tulna(comparison) bhi tulanatmak chijo se karni chaiye ya inn jaise kaise bhi kisi bhi chij se kar deni chaiye. Iss baat se ek hi chij samajh aati hai ki agyani voh nahi hota jo gyan ka ga tak na janta ho agyani voh hota hai jo har chij ko jaan ke bhi har chij se anjaan hota hai.