kuch yu hi toh nhi mile hoge ham kuch toh khuda ki sajishe hogi ya yu hi kismat ka afsana bana hoga pyaar mein do dil aise hi toh nhi milte hai farishto ka bhi kuch afsana hoga bepaak duniya se ho kr kych afsane hamne bhi likhe hoge kuch yu hi nhi mile hoge kuch toh khuda ki bhi sajishe hogi is dil ki tarap ko koi aur nhi jaane ga ye toh do dilo ki jubaan hoti hai tarap kya hoti hai ye toh ambar aur dhanra jaante hai kuch is kadar hamko tujse mohabbat ho gayi hai kuch yu hi nhi mile hoge kuch toh khuda ki bhi sajishe hogi # betaab dil