Nojoto: Largest Storytelling Platform

"Hai bulata woh panch waqt tu ada kark toh dekh ie

"Hai bulata woh panch waqt
tu ada kark toh dekh iek waqt;
nayaab na bana du toh kehna

tu lazatu sai nikal kar 
kabhi aa meri taraf bhi;
maqsood na bana du toh kehna

na umeed ho kabhi mujh sai
tawakul kar iek baar mujh pe;
ataa na karu du toh kehna

ye duniya khahishu ka ghar hai
mere kehne pe chal tu;
duniya qadmu mai na dal du toh kehna" hope is everything ...
"Hai bulata woh panch waqt
tu ada kark toh dekh iek waqt;
nayaab na bana du toh kehna

tu lazatu sai nikal kar 
kabhi aa meri taraf bhi;
maqsood na bana du toh kehna

na umeed ho kabhi mujh sai
tawakul kar iek baar mujh pe;
ataa na karu du toh kehna

ye duniya khahishu ka ghar hai
mere kehne pe chal tu;
duniya qadmu mai na dal du toh kehna" hope is everything ...
khannisa1449

_penpower

New Creator