Na jane kyu par mere khwabo me tera aana jana hone laga hai, Rab na kare par lagta hai mujhe bhi ishq hone laga hai.. Mere dil ke darwajo par aajkal tu dastak sa dene laga hai, Rab na kare par lagta hai mujhe bhi ishq hone laga hai..❤️❤️ #sunrays