Sunkr dimag ke baate dheere se mushkuraya zidde dil bola Maana ke tere nazar me laparwah hai Sanam mera par dil he dil bhut parwah karta hai Mehboob mera tera khayal usse har waqt rahta hai bas jataa nhi pata Sanam mera mat soch befizul he itna nhi kam padaa hai pyar tera tu dimag hai na, tere pass ehsaas kahan pyar ko mehsus karne ke ek martwa utar kar dekh uske dil me ek sundar aashiyana banaya hai usne apne dil me Maana wo man mooji hai apne maan ke karta hai par raato ke tanhaai me wo aksar tujhe Yaad karta hai bhul gya tu, raato ko wo tujhe call bhi karta hai apni neend ko rakh kar paree wo tujhse baate krta hai ek martwa yakeen to wo sach me mohobbat krta hai wo sach me mohobbat krta hai #dil #dimag #jung #tufaan #part2