Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bachpan se parti aayi hu Jammu&Kashmir ke bare mai

Bachpan se parti aayi hu Jammu&Kashmir ke bare mai Hum Hindustani logo ke mutabik woh Humara haq ka hai toh Pakistani log kehte hai Hum Hindustani log unke Jammu-Kashmir mai Mashla banate hai.....
Khair..... Jo hona tha so ho gya....
par ek baat puchna hai sabse
Akhir ye Hindustan kiska hai aur Pakistan hi kiska hai???
ek hi Maa ki jameen do hisse mai bant kya gya do bhai ek dusre ka dushman  ban beitha hai......waah salam eise riste ko salam।।।।

Asliyat toh Jammu Kashmir 
waalokon hi pata hai..... #JaiHind #JaiHindustan 
#Jammu&Kashmir
#Pakistan