Nojoto: Largest Storytelling Platform

yaad hai tumhe woh suhana safar hua tha humara j

yaad hai  tumhe woh suhana safar 
hua tha humara jab anokha milan 
saadgi bhara andaaz tha 
thi chehre par tumhare muskan khilti  thi har peher 
zinda tha thay tum jab talak daath 
sukoon milta tha dil ko
tumhe dekh kar
yaad hai woh suhana safar 
haathon m liye haath
chlna woh tera saath mere 
nibhaana vachan wo saath pehron ka har baar

©sushil dwivedi
  #retro