Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sukoon dhoondh kar thak gayi ...... kabhi pyar me

Sukoon dhoondh kar thak gayi ......
kabhi pyar me parivaar me , dost aur yaar me ,chuttion aur itwaar me, nadiyon aur pahaad me , kabhi Aaene toh kabhi shringar me ,kabhi chaand aur uske vikaar me, kabhi ujalon me aur kai baar toh dhoondha band kamre ke andhkaar me ,kabhi takiye par bahaye ansuon me dhoondha toh kabhi bhagwaan me ....Ab jaakar paya ke milta hai sukoon mujhe meri dyari aur meri kitaab me .....sukoon milta hai jab uthati hun kalam ...wo chand pantiyaan sukoon hai mera jinhe likhti hun harbaar main .....@S.priya

©Ajnabii Inherself
  #sukoon