dil ko bura lagta hai jab paas na raho tum par uss waqt dimaag chalta hai ki khwab ho tum iss sansaar me jeena pade agar tumhare bina tho ye dua mangta hu nhi jeena iss sansaar me jaha khwab na ho pura tho kya faiyada jee ke jaha saath na ho tumhara ©Nilesh Mishra #tumhare bina.jiya kaise jaye