Jo chala gaya wo wapis kabhi na ayega. laakh koshish kar lo chahe, kya wo pyar dubara mil payega? waqt pe rok liya to shayad ruk jayega kya gujra waqt dubara lot kar ayega? koshish to kar raha hai har koi lane ki use kamyab koi to ho hi jayega, magar dubara wo khushi wo pyar kaha mil payega? lakh samjaisho se nahi samajta jamana ye ashiko ka Jaata hai fir bhi usi ke piche jise ho gaya ho gujre jamana. --luckyy kya wo dubara mil payega?