Nojoto: Largest Storytelling Platform

Chale gye wo jinko tha jana.. Kab tak chale ga ter

Chale gye wo jinko tha jana..
Kab tak chale ga tera yu aasu bahana..
Tere aasu se unko farak padta to terko chodd k na jaate..
Sache dil se jarur  dosti ka haath bdaate..
Dukhi wo tujse pehle hi the chaate the picha chudana 
Par kya kare dimaag chota tha na nahi suuj raha tha koi bahana
Chote se dimaag mai bhot bda idea aaya
Apni galti ka inzaam chaalaki se tujpar lagaya
Tumko dhoka dekar unko to tumse chutkara mil gya 
Par tumare zehn mai ek swaal ka beej fuul bankar khil gya 
World cup mai India ki haar ne itna pareshaan nahi kiya jitna is sawaal ne kiya..
Or pta hai swaal kya tha akhir tune aisa  kya kiya ...? 
Par wo kehta na 
Wo zindigi zindigi nahi jis zindigi mai na ho gadbadd..
Chl bs bhot hua ab aage badd... bs bhot hua ab aage bdd

sourabhjain3695

Sourabh Jain

New Creator