Nojoto: Largest Storytelling Platform

ki jab jab vo muskurata hai... Tab tab use dekh...

 ki jab jab vo muskurata hai...
Tab tab use dekh...chand bhi sharmata hai
jab jab vo itarata hai...
Tab tab use dekh...har kali..har phool khilkhilata hai
jab jab vo baahein felata hai..
Tab tab......Pawan deewana use chumane chala aata hai
Or jab jab vo ruth jata hai...
....to jese ye puri qaynat....ye pura jahan use hi manane mein lg jata hai