AJANAVII KA PAIGAM Yaha pe raam basta hai yahi rahman basta hai Sada aage badhe badhta rahe a pyar badhta hai A mera dil a meri ja yahi majhab yahi hai ma hamare dil ki har dhadkan me hindustan basta hai🌹 Majhab nahi sikhata apas me bair rakhana Yahi geeta sikhati hai yahi kuraan kahta hai suno gaddar jake dekhna tum mandir masjid me Muslim geeta aur hindu kuraan padhta hai🌹 Kuchh hindu bhi to jahil hai to kuchh muslim bhi bagi hai To puri kaum ko kyu is tarah badnam karta hai Hame malum hai tujhko hai lalach bus siyasat ki Lada ke hindu muslim ko tu apna kaam karta hai 🌹 Hame hindu aur muslim ki deewro ko mitana hai Hame har dil me rahna hai hame insan banna hai Laga ke aag nafarat ki rotiya apni sekenge Mite na bhai chara ajanavii paigam kahta hai🌹 🙏Sandeep ajanavii🙏 ajanavii ka paigam hindustan ke naam part 1