Nojoto: Largest Storytelling Platform

maninde haram paak hai tu meri nazar mein, poshida

maninde haram paak hai tu meri nazar mein,
poshida teri khaak mein sajdon ke nisha hai,
khamosh azaane hai teri baade seher mein,
Roshan thi sitaaro ki trah in ki sananain
khaime the kabhi jin ke tere koh o qamar mein,
baaqi hai abhi rang mere khoon e jigar mein,
kiyu khas o khashaak se dab jaaye muslamaan,,
mana ki wo tab o taab nahi ab iske sharar mein,
dekha bhi dikhaya bhi , sunaya bhi suna bhi,
hai dil ki tasalli na nazar mein naa khabar mein,,

influence by Allama Iqbal

©Mohd Arsh malik babri masjid

babri masjid #Poetry