Nojoto: Largest Storytelling Platform

kisi ki fikr naa thii wo bhi ek manjar thaa.. aisa

kisi ki fikr naa thii wo bhi ek manjar thaa..
aisaa lagta thaa ki ye duniya khusiyon kaa hi samandar thaa...
ab waqt kuch badlaa saa hai..
har koi khud mai thodaa sambhlaa saa hai..
har kisi kaa muskuraa ke baat karnaa par har baat jaise koi khanjar saa hai..
jaha gahraayieon mai bhi moti naa mile ye duniyaa ab waisaa hi samandar saa hai... #manjar