kavi v ek pakch sun kar apna vichar na badle ,Qki taali ek haat se kavi nhi bajti hai aur sab se fact bat ye hoti hai ki jiski galti hoti hai na dosto wahi sab logo ko apna dosh chuptye hue samne wale ko badnaam krta hai aur jiski galti nhi hoti hai wo badnaam hota hai but sachhai ekdin samne jarur ati hai aur dudh ka dudh aur pani ka pani alg hota hi hai #sachai