Alone Tere naam ki ek kitab likh dunga, koi padh bhi na sake wo khitab likh dunga, hm khusnasib h jo aap hme mile.. ab to mai aapki jindagi m khusiya behisab likh dunga.. - nitikesh #kitna pyara chehra #alone