Ab to bas tera hi khyaal zinda hai Ab teri Awaz ka Teri masumiyat ka woh mere andar noor zinda hai Kya karun mein tu mere dil ka hissa ban gyi Ab to teri har baat ka mere andar suroor zinda hai Ab tu bas mera hai