mere sach ko aaj dafan kar aaya hoon, sapno ko mere kafan par laaya hoon, aur kya jawab doon ye zindagi tujhko, paheli dafa khudko alwida bol kar aaya hoon😐 ©DEVINE PIYU zindagi #Narazgi #Alwida #Maut #kafan #Shikayat