निगाहें Meri nigahein unki nigahon se takrakar ho gayi char...Baat juban tak aate aate ho gayi tar tar...lab jo kah na sake nigahon ko wo kahne do...Bakhubi pad lenge hum aapki nigahon ki bhasha...Aapke nigahon ke tir mere dil ❤️ ke ho gayi aar par💘mere sine ko is kadar kiya chhalli...karib aa jao to mil jaye tasalli...#Nigahein# ©Rani Jaiswal #Nigahein👁️ #WForWriters