Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maa mamta ka sagar hai to, prem ka atha bhandar h

Maa mamta ka sagar hai to, 
prem ka atha bhandar hai dadi maa. 
daat pyaar ka anutha sangam hai dadi maa. 
gusse se lal ab wo tej awaz mein chillati
hai. 
uske rob swaym dhara bhi kampkampati hai. 
ab jo padi ho bista par to acha nahi lagta. 
utho phir se laad ladao na dadi maa. 
tum akar seer par hath rakh do. 
thik hai sab keh phir se daat lagao na dadi maa. 
ab wapas ghar aa jao na dadi maa.. 😌😌

©asmita sharma Dadi#har koi-koi apne dadi ke liye tarash jata hai😌😌

#alone

pratimasharma9622

Asmita..

Silver Star
New Creator

Dadihar koi-koi apne dadi ke liye tarash jata hai😌😌 #alone #Poetry