Aaj phir dil ne ek tamanna ki hai , aaj phir ghar ke aangan mein baarish ki boondein giri ! Wohi nadani, wohi ehsaas, jo thaharta hi nahi . Hamesha ki tarah ek kuraa dhuan sa hai ... Woh baarish ki boondein ek nagme ki tarah hai, Jo tum gun guna te the har shaam .. Tumhari namaz-e ki hui zulfon ko chu kar ā Jo hawan ek khushboo ki tarah bikhar ta tha ! Un khushboo ko chu kar ek puri zindagi katne ki Tamanna ki hai , Aaj phir dil ne ek tamanna ki hai ! Aaj phir dil ne ek tamanna ki hai ! Aaj phir dil ne ek tamanna ki hai ! š ā¢ ā¢ ā¢ ā¢ #cinemagraph #yqbaba #yqdidi