Nojoto: Largest Storytelling Platform

kahi suna tah ki man titli sa chanchal hota hai .

kahi suna tah ki man titli sa  chanchal hota hai ...
par mujhe yakeen hai ki 
uski har dadhkan mein bas pyar pyar chupa hota hai ..
beshumaar hoti hai khushiyaan pahlu mein .
yrr ke ..
saara jahan titli ke paron sa rangeen hota hai...

©amisha(vatsala)
  #dil#pyar#dosti#zindagi