Nojoto: Largest Storytelling Platform

Lakho sapne lekar, baap ka sahara banne ko betab w

Lakho sapne lekar, baap ka sahara banne ko betab wo,
college jate waqt kya gazab muskan thi uske hontho par..
na socha tha insani roop me bhediye, dhaak laga bethe houge,
zalimo ne kiya raste se agwa, ki neelami jakar kotho par...
waha dil ke garib , tanj karte kayi maa ke laal dikhe,
phir lagne lagi boli, wo ulte seedhe reto par..
sehmi sehmi chupi si sochti, wo aese bhi insan hai ya maula,
dar se ghabrayu khadi thi wo masum, aksh bhare the netro par,
sapno ko choor hote dekha, maut ki di guhai par,
ansuni karti har baat paan khati kisi ki beti, betha diya le jake noto par,
ya khuda ye bhi kisi ke bhai, pati, ya baap to zarur houge..
gar aese qirdar hain dhikkar hai us maa ke in beto par..
 india me har saal lakho ladkiya khas kar up, bihar, bangal, maharashtra, mp, etc bade shehro se is tarah agwa kar in dhandho me jhonk di jati hain, unka dard likhna apni utni hesiyat nahi hai, aur mujhe lgta hai shyd koi likh bhi nhi skta, us situation ko thoda sa likhne ki koshish hai, Allah sabko sadbudhi de aur nek kaam karne ki taufiq bhi aur in sabko is sabse rahat bhi aameen
(text-chota aur kam redable hai so idhar padh skte hai dhanyewad)

arshansari6017

Arsh Ansari

New Creator