khud se kabhi sawal Kiya hai.. khud ko kabhi jawab diya hai.. har chiz jo dikhti hai in bazaro me bikti hai kitna nakal ya kitna asal kabhi sach me dhyan diya hai.. mehfilo me lakho mil jaenge kuch kahenge kuch sirf muskuraenge kuch jalenge aur kuch sath nibhaenge asal aur nakal