Nojoto: Largest Storytelling Platform

B. J. P. country... Bharat Janardhan Patil... B.

B. J. P.  country... 
Bharat Janardhan Patil... B. J. P. 
Nagpur ke gaon me janma B. J. P  bachpan se hi desh ke prati nishthavan hota hai. B. J. P.  may sapana  hai police ban kar desh ki seva karne ka apne kuchh dosto ke sath police ke  liye aavedan deta hai par B. J. P.  ka avedan reject ho jata hai jiske karan B. J. P ko gahra sadma lagta hai or B. J. P. sab chhod nashe me duba rahata hai B. J. P ke liye ab ek hi junun hai country ka B. J. P.  country ke liye ek neta se dushmani kar leta hai jiske liye B. J. P.  ko kai musibato ka samna karna padata hai par B. J. P. country ke liye kisi se bhi takra sakta hai ek din B. J. P  4 Antankvadiyo ko maar deta hai ye sab ek reporter shoot kar leti hai jisse B. J. P bade bade logo ki najar me aa jata hai B. J. P ka country  ke junun Dekh special request par us fauj me posting mil jati hai ek din B. J. P ko ladne le liye bheja jata hai par B. J. P vapas nahi aata jisse kuchh officer pareshan ho jate hai aur ek team ko B. J. P. ka pata lagane ke liye taiyar karte hai media me B. J. P.  ke gayab hone ki khabar aa jati hai jisse sarkar par pressure ban jata hai ek din B.J.P. ka pata chalta hai vo apne gaon me maje se hota hai jab sabko pata chalta hai B. J. P.  jis country ke deewana hai vo country India Nahi hai

©deppak Patel #bharat  #Janardhan  #Patil 

#apart #Police #political