Nojoto: Largest Storytelling Platform

Nashili aankho me ab sirf sulagte hue jajbaat he 

Aur rubaru tere mere wohi chand wohi raat he
Mai dua me haath felaye, shukar krta hu us rab se
Yu mere mehboob  se mumkin fir mukhtasar mulakaat he.

Wo baat baat pe uska tassawwur jataana.
wo meri baato PR uska adad nagme sunanaa
Yu be saakhta Hoke lagana mujh ko
Seene se
Kasam se aaj layi fir qayamat beraham barsaat he.

Jo usko dekh leta aasma toh gajab hi hota
Jameen pe chaand usne aaj tak dekha  kahaan he yar
Jo baadal simte the uski lato me ghor kaale the
Munaasib he ke Jo sawan ghira uski badoulat he...

Kisi shagird ki manind mujhako taolata he.
Ibaarat ishq ho ya ho kitaabi bolta he
Bada fankaar he . kanbakht lekin ik kami he
Kabhi hota kaheen he toh kabhi hota kaheen he.

Mere alfaaz aksar bandhne ko uski chaahat
Kabhi panne bhigote he kabhi kashti dubote he
Ke samandar jaante ho ye zamaane bhar ke*2 khaare kyu he
Teri najro ko kaayal he najar bhar bhar ke rote he

Kabhi baato se ,kabhi aankho se jawaab deta he.
Mere har ek sawal ka ,kya ! Hisaab deta he.
Woh akasar baant deta he mohabbat kishto me 
Me guldaste chahta hu to wo gulaab deta he.,

Intejaar ka sabab Lena koi usse seekhe 
Ishtehaar se sabab Lena koi usse seekhe.
Mere tamaam khaton ki gathri rakhi h usne.
Mohabbat ka sabab Lena koi usse seekhe sawan
#mohabbat #nojotohindi

gk6317029442469

GK

New Creator