aaj mn me ek khayal aya ki pyaar kaisa hota hai ek ma aur ushke bchwe ka pyaar ek maa jo apne bchwe ke hr dard ko yun hi bhap leti h wo pyaar h ya phir ush bchwe ka jo kisi aur ldki ke pyaar me apne ush maa ko glt khta hain janm janm ke sath me bndhe bandhan me badhna pyaar h ya kisi ke pyaar ko apni jrurto ke karn khatam kr dena. love is undefined