Bohot kuch kehna hota hai unse, par keh nahi pate hai. Ab hum kaise samzaye unhe ,har roj wahi hamare sapno me aate hai, ❤ Dil bhi aksar unpe atbar karta jo, hume chod kar baki sabse pyaar karta hai😐 Ab kisi par atbar mat karna, na samze wo to dubara pyaar mat karna 😇 pyaar to aaj bhi utna hi hai unse, ye Dil ki bate Lafson me baya na ho payegi ...Abb humse ~ Pallavi V. Tamboli ❣️ #by Pallavi Tamboli ❤❤❤