Tu mujhko kya wafa ki dastaan sunaata hai__ Suna hai ladko ka dil har ladki par aa jaata hai__ Ek baar ko suni baat mai jhooth maan leti__ Kambkhat fir mujhe tera hi khyaal aa jaata hai__ ©Taskeen ki kalam se #Shayari #Hindi #urduadab #Poetry #taskeenkikalamse #girl