uski sadgi ki koyi intha nhi he yahi to mere pyar karne ki wajah rhi thi mana alag kuch b nhi tha usme par jo usme tha wo kisi or me nhi tha