Reh-reh kar mujhko bas yhi dard satata hai, Akhir ye kse duniya hai jha insaan hi insaan ko khata hai.. Ku hote hai ye khooni dange, Jo krte hai insaaniyat ko nange.. Ku hote hai ye visfout aye din, Jo martey hai insaaniyat ko chun chun.. Kya is duniya me hoga khatm yr atanki tandav khooni, Akhir or kitni maa-o ki kouk hogi sooni... Akhir or kitni maa-o ki kouk hogi sooni... Ek choti si #Kavita aaj ki #duniya Ko darshaati... It isn't complete yet but I #thought it's better to #share in this #phase #yqdidi #yqbaba #tarunvijभारतीय