Kabhi bhi akele Rehne ka khyal bhi nahi lana, Bhale hi Mujhe Daant lena jhagad lena, Mana ki har bar hum wahi bt doharate hai, Aur fir tmhare sajde me sar jhukate hai, Nasamjhi me tum pe gussa kar dete hai, In galtiyon ke wajah se kabhi apne darmiyan duriyan ni ane dena, Ho sake to maaf kar dena.. Apni har gustakhi ke liye tumse maafi maangte hai, Bus tumhe khone se darte hai....... #nojoto #darr #gussa #daant #maafi